jiya๐
Hi!! Jiya ๐ it's your birthday I am just trying to rewind some amazing facts to cheer you up on this b'day...Jiya A ❤️ In reality You are a heart of our team as your name suggest . So, ya Ayi thi ek ladki ๐ค jisko mene kuch mahino tak sirf ghungraloo balo c tha jaana .Na sakal na akal ham sir name Robort tha jo.mene attandance sheet c tha paaya . Robort naam hai tumhara bus yahi pata taha tumhara. kuch smay baad he hua jiyamaye team ka mahol saara . Har 3srey gaaney m hai jikar tumhra patent karwa diya jaaye to munafa he munfa ho dher saara .. Agra project ki shaan. Jiya hai jiska naam ๐๐. Hai chatoor chalak kitni wo fir bhi Sheedi saadhi c. Krishna sir jisko kahtey hai jisko bigada bankin kisi aur ney esa statement bhi detey hai. Haan aankhey tumhari pyaari hai, Canada jaaney ki full tayari hai... Ghoomakad, goomney ki shaukeen jiskey chakkar m ho jaati office c door, miss bhi nahi karti office key logo ko hai wo todi c croor . Shaukeen itni ki phuchi ek din bike shikeney apney gahr c door ... Jisey wo kahti thi Delhi. Pr m khata ho Noida m ho tum . Sheekh gyi lekin hua ek kissey ka daur shru 15 din thi wo office c door .. lekr apney haato pr plaster ka jood majboot. Jisper likhey hamey tumsey miltey jultey kisey bharpoor.. (Dora, shakuni, p block etc..) yahi thi kuch kissey yaado c barpoor Happy birthday to you.... ๐๐๐๐๐
Comments
Post a Comment