ramayan

Kalyug key yug m bhi maryada ka sarvoch udaharan 
Ram sakal  aayey bhi purn maryada sey he 
Eteney warso key paschaat aaye itminaan c.
Ye ram hai krishn nahi warna  aatey ek sngram se.
Sabka uddhar ho sabka kalyan ho dhyan poora rakha hai 
Isley hamara to Kalyan ho bnaki sabka uddhar ho
Mandir key saath saath mahjid bhi banwangey
Ye raam lala hai bhooltey nahi hai kisi ko
Apney mandir key saath jatau hamuman  vassit valmaki ko bhi saath lekr aaye hai
Saj gya hai ayodhya ka raam Darbar nayay ka
Prana Jaye pr vachan na jaye ka parcham lahra jayega 
Ayodhya ka raaja ponah laut aaya hai.

Comments

Popular posts from this blog

jiya😀

Vrindavan A uncertain Road Bike trip & Invitaion of Shri Bankey Bihari ji!!(14th feb)