covid 19 lockdown 4.0
Sadkey khali ,Mahola viran
kiskey pahrey ka mohra hai
som Mangal etwaar baney hai
Sanso sey bhi parda hai ...
Ghar key darwajey ban padey
Anaey jaaney m khatra hai
Lena dena to door ki baat
4 diwaro m kaid pada yhn banda hai...
Karyaley - dookaan band padey
Jahn kabhi rnok isey he thi
Garo key parko ka to chodo yaar
C.P Marin drive per kabaja hai ..
Cahdn taro ki kabhar tik hai
Agala chandr ka khayal band hai
Space ka dhyan chod aaj
Apni kud dharti ki baat tang hai ....
Aaj aaj ki jang m khayal kudh ka
Adriya Ajnabee key saath vyast hai
Sab key sab m sath jood key
Vasudev kutumbkam kaha dhaye satya hai
Comments
Post a Comment